How to on dark mode on whatsApp 


Hello dosto welcome to my world techno agaaz. 


Dosto aaj bat karege whatsApp ke new feature ke bare me jise whatsApp ne recently launch kiya hai "dark mode". 
Dark mode enable in whatsApp
WhatsApp Dark mode

Dosto agar hum apne whatsApp me Dark mode feature ko enable kar lete hain. To kya hota hai ki jab hum log late night tak whatsApp use karte hain to mobile ki screen ki light hamari ankho pe jada effect nhi dalti hai. Isse hamari ankho pe koyi effect nhi padta hai. Pahle kya tha ki WhatsApp me dark theme ka option nhi tha jiski wajah se humari ankho pe bahut effect padta hai.

Agar hum dark mode ko enable kar lete hain to humare WhatsApp ka look bhi change ho jata hai aur humari ankho ki safety bhi rahti hai.


Dosto aap sabhi bahut dino se wait kar rhe the ki whatsApp me dark mode ka option kab ayega to ab aapka intzar khatam hua kyunki whatsApp ne ab dark mode option launch kar diya hai.

Chaliye dosto batate hai ki dark mode ko kaise on karte hai. Dark mode on karne se hamri ankho pe koyi effect nhi padta hai isi ko dhyan me rakhte hue whatsApp ne dark mode feature launch kiya hai. Dosto jo jo main apko step bata rha hu wo sari steps apko follow karni hai. Koyi bhi step miss mat karna nhi to aap isko enable nhi kar payege. 
Open your whatsApp 
 Open setting 
 Click on chats
 Click on themes 
     Select option Dark mode 
    Now you have activated dark mode on your whatsApp.

    Please like and share with your friends on whatsApp facebook twitter. 

    Dosto post apko pasand ayi ho aur agar apke liye ye post helpful huyi hai to is post ko apne dosto ko bhi share kare. Milte hain apko ek aisi hi interesting post ke sath tab tak ke liye bye - bye take care.

    Thank
    You.