How to recover photo, msg and video
WhatsApp har din apne users ko naye naye features deta rahta hai. kuchh samay pahle whatsApp ne logon ke lie galat msg bhejne ki samasya ko khatm karte hue delete for everyone ka option diya tha.
![]() |
Recover message & media |
yadi aapko lagta hai ki msg bhejne ke baad, aapako yah msg nhi bhejna chaahie, to aap is feature ka use kar sakte hain. kayi baar, family members hasi mazaak mein apni funny pic bhej dete hain aur phir use turant delete kr dete hain.
yah photo save nhi hota hai. saath hee yah khabar isalie bhi hai ki ladkiyaan yah samajhen ki agar aapne apni personal photo kisi ko yah sochakar bheji hai ki aap ise delete kar dengi, to bata den ki ise vaapas se recover kiya ja sakata hai. aise mein is soch ke saath aisi galti na karen.
whatsApp ne jbse delete for everyone ka option diya hai, tbse users ko kafi sahooliyat hui hai. yadi kisi group par ya personal chat pr galt msg bhej diya hai, to use delete kiya ja sakata hai.
aise mein aaj ham aapako bataane ja rahe hain ki kis tarah se delete krne ke baad bhi aap us msg ko kaise recover karne ke lie aapko trick mein ek app download karna hoga. ye third party app hai yani whatsapp nhi, balki aapko iske lie dusre app ki help leni hogi.
Delete hue photo video ko recover karne ke lie aapko Recover delete messege, status saver-chat spy naam ka app download karna hoga. Friends Ye app apko play store pe asaani se mil jayega.
chat spy App ko download krne ke bad App ko open kare jo jo apse permission magta hai aap usko Allow kar dijiye Ab delete media section me jaye aur iske permission ko bhi Allow kare. Iske bad apne whatsApp pr jaye. Yha upr three lines pr click kare aur data and storage uses me jaye.
Ab media Auto download ki setting ko when using mobile data kar de aisa karne se apke whatsApp me koyi photo ya video ayega wo download ho jayega aapko ise download nhi krna padega.
0 Comments
If you have any problem let me know